Ji Bhar Ke Baatein Kee Hain
Her Sukh-Dukh Maine Baati Hain
Tum Chhupaa Lete Ho Apne Gum Ko
Per Hain Kutch Dil Main Tumhaare _jo Maine Padhi Hain
Naa Jaane Kaise _kareeb Aaye Aise
Naa Jaane Kyun _bane Hum Dost Aznabi Se
Do Dinn Rehte Thik_ Fir Jhgadte Ekk Duje Se
Naa Jaane Kyun Karti Hoon _fir Bhii Baat Bas Tumhin Se
Tummpar Mera Koi Haq Nahii Hain
Haq Kabhii Tumse Chaaha Bhii Nahii Hain
Fir Bhii Kuch Hai Jo Mujhe Samjh Aaya Nahii Hain
Kya Hai Rishata Hum Dono Kaa Jo Khul Kar Abhi Aaya Nahii Hain
Tumko Main Pasand Nahii Hoon _mujhko Pata Hain
Tum Bas Dhoondhte Ho Mujhe Main Avgun _samjh Aata Hain
Chidh Jaate Ho Jab Dhoondh Nahi Paate _mujh Main Avvgoon
Galti Meri Soona Soona _khush Ho Jaate _mujhko Pata Hai
Bas Prem Hain Dil Main Or Kutch Dhoondh Paati Nahii Hoon
Jo Yahi Khta Hai Meri Toh Main Kutch Kar Sakti Nahii Hoon
Kya Tum Paripurnn Ho _kya Tumse Nahi Hui Khta Kabhii
Fir Kyoun Apni Khtaao Ko Yaad Nahi Karte _tum Kabhii
Tum Kehte Kutch_ Karte Kutch _samjhte Kutch_ Or Samjaahte Kutch
Tum Apni Galtiyoun Ko Maaf Kar_ Khud Ko Samjhte Ho Maasoom Kutch
Jeevan Main Hai Asool Par_ Apne Liye Kutch Duroono Ke Liye Kutch
Gaaliyaan De Kar Mujhko_ Par Kehte Ho Khud Sanskaari Kutch
Aab Tumko Dost Kahon Ya Dushmann _soch Main Hoon
Tum Ho Sahi Ya Main Hoon Sahi _soch Main Hoon
Samjh Kar Bhi _nasamjh Kyoun Ho Bante _soch Main Hoon
Jo Dard Sirf Mera Hai _bura Tumko Kyoun Lagta Hai _soch Main Hoon
Ye Bhi Sach Hai Raah Tum Dikhaana Chahte Ho
Mujhe Har Pal _kutch Shikhaana Chahte Ho
Badi Mushkil Se Taareef Tum Karte Ho
Par Mujh Main _achchaahi Bhii Dekhna _tum Hin Chahte Ho