Jeevan Ke Safar Mai Hum Akele Chlalee Jaa Rahe The
Lehron Ke Beech Hum Apni Jeevan Ki Naav Liyee Jaa Rahe The
Hume Kya Malum Tha Jaana Ki Dusre Chor SeeTum Bhi Chalee Aa Rahe The
Hum Kabhi Asmaan Ko Dekhte To Kabhi Dekhte Paani Ko
Jaane Dil Kisse Dhoond Raha Thaa Apnaa Bannnee Koo
Hume Kyaa Malum Thaa Ki Tum Aa Rahe Ho Hum Ko Rasta Dikhanee Koo
Tum Ko Dekhaa Aur Dekhtaa Hi Reh Gayaaa
Manzil Koo Dhoondtaa Hua Mai Sahil Pee Aa Gaya
Sab Teri Ankhon Kaa Jaadoo Chal Gayaaa
Jo Dil Sambhaal Kar Rahkhaa Thaa Usse Bhi Gava Gayaa
Dekhtee Hi Tumhee Man Mai Yeh Khayal Aayaaaa
Bhagwaan Nee Tumhee Shayad Fursat See Hai Banaya.
Dekh Kar Tumhe Mai Khud Ko Rok Naa Paayaaa
Maukaa Miltee Hi Humnee Apnee Dil Kaa Haal Batayaaa.
Tumnee Dill Kaa Haal Sunaa Aur Kuch Naa Boleee
Aur Wahan Hum Baithee Thee Apnee Dil Ka Darwaazaa Kholeee
Tum See Jawab Ayya Kii Dil To Chata Hai Tumhara Hoo Leee
Par Jaanee Kab Kismat Apnaa Darwaazaa Kholeee.
Par Hum Nee Bhi Haar Naa Maani
Sunatee Rahe Roz Tumhee Apnee Dil Ki Kahani
Man Mai Humneee Bhi Thi Thanni
Ki Tum Ki Doli Humaree Hii Ghar‚  Hai Anni
Akhirkaar Humaree Pyar Kaa Jaadoo Chal Gaya
Tumhaaraa Pathaar Saa Dil Mom Ki Tarah Pighal Gaya
Jaanee Humarii Kiss Baad Kaa Tum Pee Jadoo Chal Gaya
Jo Bh Thaa Tumharee Dil Kaa Darwaazaa Humaree Liyee Khul Gaya
Hum Tum Bhi Is Pyar Kee Dariyaa Mai Behtee Chalee Gaye
Pata Hi Nahi Chala Hum To Bachhi Kee Baap Ban Gaye
Usse Dekh Manoo Hum Tum Kee Sapnee Sach Hoo Gaye
Dekh Usko Ghar Aangan Sab Khushiyon See Bhar Gaye
Bus Yahi Hai Hum Tum Tum Ki Kahani
Hum Ko Tum Kee Saath Ek Choti Si Duniyaa Hai Basani
Hum Ko Tum Ko Ek Baat Hai Batani
Meri Chahat Tere Liye Kabhi Nahin Hogi Pooraani
TooAoo Hum Tum Karen Ek Waada
Chaahe Kuch Bhi Ho Badalengee Naa Kabhi Iraadaaa
Kyonki Hum Tum Ke Kishan Hain Aur Tum Ho Humari Raadha