Janamdin Hai Aapka Sochta Hoon Uphar Kya Doon
Sochta Hoon Ish Varsh Naya Khitab Kya Doon
Gulab Se Badhkar Koi Phool Hota To Deta Jaroor
Magar Jo Khud Gulab Hai Use Gulab Bhi Kya Doon