Jab Se Unko Dekha Hai Unki Har,
Ada Ka Diwana Ho Gaya Hun,
Khuda Ne Chhappar Phar Ke Diya Hai,
Is Baat Ka Kaayal Ho Gaya Hun.
By Pramod Kumar Sharma