Jab Se Dekha Tumhe Chune Kaa Man Hain Kiya
Ekk Nanhi Si Khwahish Ne Hain Janam Liya
Tumhare Chlne Kaa Wo Andaj Pyara
Wo Aankhoon Main Jheel Si Gahrai
Hothon Main Madhoshi Itni
Pakar Lage Paa Li Hain Khudai
Mile The Phalli Baar Fir Bhii Naa Jaane Kyu
Tum Apne Se Lage Tumse Kii Itni Baaten Fir Bhii Sapne Se Lage
Nahii Janti Jo Aarju Hain Puri Hogi Yaa Nahii
Nahii Janti Kii Tumhe Bhii Ye Ehsas Huye Hain
Bus Janti Hoon Itna Ki Ye Phale Hua Naa Kabhii
Sirf Tumhare Hi Itne Pass Huye Hain
Har Wo Lamhe Jo Saath Gujare The Humne
Khusbu Ban Gaye Hai Fiza Ko Mahkane Ko
Har Wo Sparsh Tumhara Mere Badan Ko Sihra(Shivering) Raha Hain
Aaj Bhii Mujhe Wo Pal Yaad Aa Raha Hain
Wo Garam Saanse Wo Garam Aahen
Wo Aankhoon Main Beecheni,Mujhe Samte Huye Bahen
Raat Bhar Tumhari Bahon Mai Nikali
Har Pal Tumhare Seene Se Lipte Hue
Wo Darkan Jo Kahe Rahi Thi Yahi,Tumse Pyar Hua Hain
Dil Khush Ho Gaya Tha Ye Sunte Hue
Aa Jau Ki iAb Aur Intjaar Nahii Hota
Jab Ho Saath Wo Pal Kitne Chote Hote Hain
Jab Nahi To Samay Ruk Kyu Jata Hai
Subhe Se Sham Hoti Hi Nahi,Raat Hoti Hai Kii Din Nikal Aata Hain
Naa Ji Bhar Ke Dekh Paati Hoon Naa Man Ki Pyas Bhujhti Hain
Mulakat Hoti Hai Magar ,Wahi Ye Gadi Kyu Nahi Rukti Hain
Aaj Bhi Hai Intjaar Kal Barsi Thi Mujh Par Us Barsaat Kaa
Wo Pyaari Baaten Wo Lamhe Us Madhosh Mulakat Kaa
Kahe Do Ki Ye Ehsas Tumhare Bhii Hain
Kahe Do Tum Bhi Hamari Tarah Dil Haren Bhi Hain
Hum Intjaar Mai Hai Tumhare Zazbaat Ke