Husn He Kuch Aaisa Usko Khuda Ne Diya Howa,
Shayar Ke Dil Me Jaise Gham Ho Bhara Howa
Uski Nazron Ka Ter Chubta He Dil Ko Bar Bar,
Qyamat Ko Jaise Kisine Ho Kareeb Se Dekha Houa
Honton Ke Sawan Ko Aise Tarse Hum Kisi Lamha,
Jis Tarah Pyasa Ho Pani Ko Tarsa Houa
Chup Rehkar Bhi Wo Kehde Humse Hazaar Baate,
Jis Tarah Ghalib Ne He Apne Shero Se Dunya Ko Kaha
Houa
Phere Jab Uski Haseen Chehre Per Apna Hath,
Mere Dil Ka Koi Soya Armaan Ho Jaga Houa
Mehsoos Kare Uske Sakht Badan Ke Har Nas Ko Hum,
Sene Me Mere Jaise Koi Tofan Ho Basa Houa
Os Se Juda Rehkar Kaise Rahenge Ab Hum
Wo To Mere Nas Nas Me He Basahoua