Hum Tum Hain Yahan, Koi Is Ghar Ki Nigrani Karta Hai-Â…
Tere Mera Milan Tanha, Koi Dilon Ki Nigrani Karta Hai-Â…
Khote Hain Kitni Gehrai Se Tere Pehlun Main Har Baar-Â…
Khidki Ka Khadakna, Armanon Se Baimani Karta Hai-Â…
Khushboo Tere Jism Ki Yaar Hawaon Ko Mehakati Hai-Â…
Gulab Tere Balon Ka, Jazbaton Se Chedkani Karta Hai-Â…
Ho Jata Hun Roshan Tere Noor Se Is Andheri Raat Main-Â…
Pardon Ka Sarak Jana, Tanhaiyon Se Saitani Karta Hai-Â….
Har Pal Tere Karib Aate Hai Aarzouon Ki Shama Jalaye-Â…
Kanpna Lau-E-Chirag, Bechainiyon Pe Hairani Karta Hai-Â…
Adhi Hai Raat Abhi, Adhuri Dastan-E–Ë—saccha_pyar-‘ Liye-Â…
Uff Tera Sharmana, Hastraon Ke Liye Naakami Karta Hai-Â…
Dil Na Rukega Khauf-E-Jamane Se Wo Mukaam Aa Chuka-Â…
Meri Bahon Tera Simatna,Hi Sanson Ki Ravaani Karta Hai-Â…
Hum Tum Hai Yahan, Na Koi Is Ghar Ki Nigrani Karta Hai-Â…
Tere Mera Milan Tanha, Na Koi Dilon Ki Nigrani Karta Hai