Hum Poojte Hain Unhe Aur Who Khuda Ko
Kaash Who Hame Hi Apna Khuda Samajhte
Sabki Nazre Uth Gayee Roshni Hooe Jo Mere Ghar Mein
Unko Kya Malum Dil Ko Jalakar Roshni Ki Hamne

Jinko Ek Pal Mein Ab Talak Deewana Ne Sau Bar Yad Kiya
Pagla Dil Yeh Na Mane Ki Usne Hi Hamien Barbad Kiya
Maut Bakhshi Hain Jisme Usda Bewafa Ki Kasam
Ab Bhi Karta Hoon Intezaar Bethkar Mazaar Mein
Rook Gaye Kadam Tere Unke Aashiyane Ke Samne
Mano Manzil Who Hi Aakhiri Mere Safar Ki
Dubo Di Kashti Pyar Ki Sahil Pane Se Pehle
Mujhko Zeher De Ja Bewafa Chhod Ke Jane Se Pehle
Yaad Aati Hain Teri Utni Jitni Main Tumhe Bhulata Hoon
Dekh Aakar Jaalim Teri Yaad Mein Ashk Bahata Hoon
Jab Bethe Ke Naam Tere Maine Koi Tehrir Likhi
Mujhe Yoon Laga Apne Hathon Apni Taqdeer Likhi
Kehte Hain Aaj Ki Mohabbat Mein Baat Hi Kuch Aur Hein
Dil Sambhale Na Sambhle To Samjho Jawani Ka Daur Hain
Zindagi Jeena To Na Chahta Tha Par Jiye Jar Aha Hoon
Yaad Teri Mein Raat Din Ashk Peeea Jar Aha Hoon
Aap Hamare Pyar Ki Kuch To Kadar Kiya Karo
Dil Bahlane To Hamein Part Hi Likh Diya Karo
Suna Hain Dhokha Haseeno Ki Rag Rag Mein Bahra Hota Hain
Dhokha Bhi Wahi Deti Hain Jin Oar Bharaosa Hota Hain
Kabhi To Maut Aajaye Is Dil Ke Armano Ko
Kahan Tak Samjhaye Koi In Pagal Deewano Ko
Tumko Dil Se Bhula Chaha Bhula Na Saka
Duniy Se Pyar Chupana Chaha Chupa Na Sake
Jabse Hamari Unnki Pyar Ki Baat Hooe Hain
Na Din Hua Uske Baad Na Raat Hooe Hein
Tumko Bulane Ke Liye Hamein Khud Par Sitam Dhana Padega
Bhale Roke Zamana Tujhko Magar Aaj Yahan Aaana Padega
Meri Sachchi Mohabbat Ka Kyon Khel Banaya Tumne
Agar Pyar Na Karma Tha Kyon Mail Badaya Tumne