Han Main Khuda Se Kyaa Maangta Tujhko Maangne Ke Baad
Tere Chehre Mein Chanda Tere Chehre Mein Tare Hain Laakon Nazaare
Tu Hi Btaa Mein Kyaa Dekhta Tujhko Dekhne Ne Ke Baad
Tujhko Dekhne Ke Baad Tujhko Maangne Ke Baad
Jab Zindgi Se Mera Jee Bhar Aaya
Mujhko Khudaa Bhee Manaane Ko Aaya
Per Main Khuda Se Kyun Maanta Tujhse Ruthne Ke Baad
Tere Chehre Mein Chanda Tere Chehre Mein Tare Hain Laakhon Nazaare
Tu Hi Bataa Main Kyaa Dekhta Tujhko Dekhne Ke Baad
Han Main Khuda Se Kyaa Maangta Tujhko Maangne Ke Baad
Mere Zehan Mein Bas Tu Hi Tu Thee
Kayaamat Ke Din Bhee Teri Just-Ju Thi
Khuda Ki Jagah Pe Tu Thi Maujud Aankh Mundne Ke Baad
Tere Chehre Mein Chaand Tere Chehre Mein Taare Hain Laakhon Nazaare
Tu He Btaa Main Kyaa Dekhta Tujhko Dekhne Ke Baad
Haan Main Khuda Se Kyaa Maangta Tujhko Maangne Ke Baad
Tera Ehsaas Jannat Se Bhee Judaa Hai
Na Koi Jannat Ka Khyaal Or Na He Khuda Hai
Phir Main Khuda Ko Kyun Chaahta Tujhko Chaahne Ke Baad
Haan Main Khuda Se Kyaa Maangta Tujhko Maangne Ke Baad