Hamari Nazaron Ne Unki Nazaron Ko,
Nazr-E-Inayat Karr Chahat-E-Nazar Ka Nazrana Jo Bheja,
Unki Nazron Ki Nazaqat Se Kuch,
Yun Nazaren Unki Kehne Lagi,
Jhine Mein Bas Na Sakta Hai Kk Tera Asm-E-Jaban,
Unn Nazaron Mein Uttarrne Ki Yun Zidd Naa Karr,
Fanah Ho Jayega Tu Kissi Nazar-Andaazi Mein Yeh Koshish Na Karr.

By K K Singhaa