Haalat Ke Haatho Tut Kar Bikhar Jaaye Wo Hum Nahi
Hum Zuka Sake Yeh Is Zamane Mein Dum Nahi
Agar Khamosh Hai Duniya Hamein Dhundh Nahi Payegi
Agar Chanauti Per Aaye To Hum Kisi Se Kam Nahi
Humne Chaahe Jise Use Haasil Nahi Kar Paaye Aaj Tak
Shayad Is Liye Ab Hamara Koi Sanam Nahi
Waise To Chunti Tak Ko Bhee Kabhi Taklif Nahi Pahuchaye
Lekin Agar Jid Per Aaye To Hamare Jaisa Koi Beraham Nahi
Teri Gazal Parh Kar Muskil See Mehshus Hoti Hain
Tu Achchha Hai Ke Bura Per To Khuda Kasam Kisi Se Kam Nahi