Gum Nahi Ki Badalgaya Zamana
Mere Jaan Ho Tum Tum Na Badalna
Gaya Kidhar Woh Bachpan Ka Muskurana
Shararath Karke Kisi Aur Ko Fashana
Sab Ko Aata Hey Masumiyath Ka Dhong Rachana
Kaise Tha, Kaise Hogaya Yeh Zamana
Gum Nahi Ki Badalgaya Zamana!
Mere Jaan Ho Tum, Tum Na Badalna!!
Sab Ka Manzil Hey Kuch Na Kuch Paana!
Kuch Paake, Unhey Bohaut Kuch Hey Kohna!!
Sab Ka Koshish Hey Apni Jeeb Ka Wazan Badana!
Paise Ke Pechu Pada Hai Yeh Zamana!!
Gum Nahi Ki Badalgaya Zamana!
Mere Jaan Ho Tum, Tum Na Badalna!!
Badalgaya Koyal Ka Gaana!
Hogaya Tajmahal Bhi Poorana!!
Muskil Hey Duniya Mey Ashique Bane Rehena!
Badal Diya Pyara Ka Matlab Yeh Zamana!!
Gum Nahi Ki Badalgaya Zamana!
Mere Jaan Ho Tum, Tum Na Badalna!!
Muskil Hey Gum Mey Muskurana!
Muskil Hey Tumse Bhichadjana!
Muskil Hey Tumse Na Milpana!!
Badalgaya Mera Bhi Zamana!!
Gum Nahi Ki Badalgaya Zamana!
Mere Jaan Ho Tum, Tum Na Badalna,
Mere Jaan Ho Tum, Tum Na Badalna!!