Ek Hi Duniyame Rehte Hai Phir Bhi Mil Nahi Paate,
Tumse To Tumhare Khwab Ache Hai Jo
Aankh Band Karte Hi Chale Aate Hai
Phool Bankar Muskurana Zindagi Hai
Muskurakar Gam Bhulana Zindagi Hai
Yehi Kudha Seh Duwa Hai Meri Tujhe
Duniya Bhar Ki Kushiya Deh
Aasman Me Itne Tare Ho Ke
Mujhe Aasman Nazar Na Aaye,
Aye Khuda Mere Dostke
Damanme Itni Khushiyan Ho
Ke Use Gam Kabhi Nazar Na Aaye
Hum To Sirf Aapki Baat Kiya Karte Hai
Har Dhadkan Aapke Naam Kiya Karte Hai
Aap Ho Hume Apno Se Bhi Pyare
Tabhi To Wakt Bewakt Aapko Yaadh Kiya Karte Hai
Har Gam Apka Hum Par Se Guzar Jaye,
Palkon Par Aapke Nami Tak Na Aaye,
Har Khushi Rahe Damanme Aapke,
Mere Di Lke Har Kone Se Awaz Yehi Aaye