Door Seh Ek Chand Si Woh Nazar Aati Hain,
Paas Aate Hain Toh Sharmaa Jaati Hain,
Aanchal Hota Hain Uska Sar Seh Dhaka,
Chand Ussey Sharmaa Jaaye Jab Woh Palke Utaathi Hain,
Aakhein Uski Hain Aisi Jaise Saari Kaaynat Usmein Samaati Hain,
Aachal Uske Sar Par Ghoonghat Ki Tarah Lehraati Hain,
Insaan Rehetaa Nahi Hosh Mein Uski Aahat Sunkar,
Meri Jaan Chali Jaaye Jab Woh Muskuraati Hain.