Dhundhata Hu Kisi Najar Ko Khud Ke Liye
Khamosh Aankhoo Ko Padhane Ke Liye
Par Shayad Is Duniya Me Apake
Udas Chehare Ne Di Hai Ek Roshani Mujhe
Dekhta Rehata Hoon Apni Aankhoo Ke Jharokhe Se
Andhere Se Aati Us Dhudhiya Roshani Ko
Jisme Apaka Shaant Chehara Najar Aata Hai
Par Mujhe Aashcharya Hota Hai Ki
Mai Janta Hoon Ki Mai Aapako Nahi Janta Hoon
Aur Aap Bhi Jaanti Hai Aap Mujhe Nahi Janti
Tab Kya Yah Hamara Rista Parivartit Hoga
Ek Kabhi Na Khatm Hone Wali Dosti Me Akash Akki