Chahe Jitne Bhi Ho Insan Ke Azi-O-Akarib,
Phir Bhi Wo Ek Lamhe Me Akela Kyun Hota He
Asman Me He Chamkte Anginat Tare,
Fir Bhi Wo Chand Raat Ko Tanha Kyun Hota He
Chadhwi Raat Ka Chand Lubhata He Man Ko,
Phir Bhi Us Raat Wo Adhoora Kyun Hota He
Do Ankhon Se Dekhta He Wo Hazaron Sapne,
Fir Bhi Har Khwab Adhoora Kyun Hota He?
“Aadi” Ki Ankhon Ne Jab Bhi Dekhi Pyaar Ki Manzil,
Us Manzil Ka Rasta Gumnaam Kyun Hota He.