Bahut Dino Se Ji Mein Thaa Sawal Puchuga
Mein Tere Aaina Se Tera Haal Puchuga
Aaina Kuch To Bata,Unka To Humraz Hai Tu
Tune Wo Zulf Wo Mukhada,Wo Dhain Dekha Hai
Unka Har Haal Ka Be-Sakhtapaan Dekha Hai
Woh Na Khud Dekh Saka Jisko Nazar Bharka Kabhi
Tuna Jee Bhar Ka Woh Khak-E-Badan Dekha Hai
Unki Tanhai Ka Dildar Ha,Dum Saaz Ha Tu
Kya Woh Shair Ki Tarah Khud Ko Kabhi Dekhta Hai
Tik Tiki Bandh Ka Woh Apni Chavi Dekhta Hai?
Shokh Maasum Jawa Mast Sa Be-Parwa
Kaya Woh Khud Apna Andaz Kabhi Dekhta Hai?
Itna Gum Sum Ha Ki Khud Unka Ik Andaz Hai Tu
Kabhi Ghabraya Hua Bi To Woh Ata Honga
Dil Ki Dhakan Ko Jo Rukhsar(Chera) Pa Pata Honga
Kampta Jism Sambala Na Sambalta Hoga
Apni Aankho Sa Bi Khud Aankh Churata Honga
Zabt-E-Nakam Ka Ghabaya Hua Naaz Ha Tu
Raang-E-Rut Kaya Kabhi Kuch Aur Nikhar Jata Hai
Aankha Jukti Bi To Kaya Roop Sawar Jata Hai
Khoa Khoa Sa Woh Kuch Soch Ka Jab Hasta Hai
Kaya Koi Naam Bi Honthon Pa Ubhar Ata Hai?
Unka Jazbaat Ki Sehmi Hui Awaaz Ha Tu
Makhmali Zulf Banana Woh Jab Aya Kehna
Pehla Us Chand Sa Mukhda Ki Balaya Lena
Phir Zuban Tujh Ko Jo Mil Jaya To Sargoshi‚  Mein
Ishq Ko Aur Nikharna Ki Duaya Dena
Khalwat-E-Husani Mein Ek Ishq Ki Awaaz Hai Tu