Bahot Baar Kahna Chaha Tha Tumse Mene Pur Tum Nahi Samje
Hamari Dosti Or Pyar Ke Biche Ki Patli Lakeer Me Paar Kar Nahi Pata
Un Najudikiyo‚  Ka Sabab Batana Chaha Tha Mein Par Tum Nahi Samje
Sang Chahta Tha Tumhara Sada Ke Liye
Tumhare Liye Apna Pyar Jatana Chaha Tha Mein Per Tum Nahi Samje
Kabhi Jhakkar Meri Aankhon Mein Dekha Hota
Saari Dasta Pad Lete Tum
Be Inteha Pyaar Jhalakta Tha Tumhare Liye In Mein Per Tum Nahi Samje
Badal Ko Par Kar Taaro Ke Chadar Se Jab Chalkti Chandani Chu Tha Mujko To Lagta Baaho Mein Bhar Liya Tum Ne
Mein Tadapta Raha Tumhare Liye Par Iss Tadap Ke Tum Nahi Samje
Apna Kaam Apne Dost Apne Sapno Mein Khoya Raha Me
Apni Masrufiyat Se Tumhein Na Waqt Mila
Mere Sapne ,Meri Aarzoo,Mere Armano Ko Tum Nahi Samje
Apne Armano Ko Dafana Kar Jab Mein Kisi Aur Ka Hua
Mere Aanso Pochte Tum Mujhe Samjate Rahe
Un Aansoo Ka Kaaran Apna Pyaar Khone Ki Tadap
Meri Adhuri Kahani Ko Tum Nahi Samje