Baari Mudaaton Baad Phir Yeh Muqaam Aya Hai
Aj Phir Mere Kalam Ke Neche Tera Naam Aya Hai
Kabhi Apne Milan Ka Khuab Dekha Karte The Payal
Nawazish Hai Khuda Ki Jo Gar Haqeeqat Banaya Hai
Ankhein Jo Uhein Teri Tu Shaam Ki Chayaa Hai Payal
Janey Kiuyn Haar Ada Pe Teri Shahry Ko Pyar Aya Hai
Ahaat Aisi Teri Jsika Koi Jawaab Nahi De Sake Payal
Janey Kiuyn Aj Patiuyn Ne Bhi Humain Chunkayaa Hai
Kabhi Dhokon Ki Mehfil Ki Hum Bhi Ronaak The Payal
Ab Hamari Zindagi Main Sirf Khushiuyn Ne Haaq Jamaya Hai
Woh Shaam Aur Thi Jinki Tanhiyan Humain Sulaya Kartin Thi Payal
Ab Yeh Alaam Hai Ke Har Pyar Ki Subah Ne Humain Aj Uthaya Hai
Tere Hi Naam Se Shrow Meri Haar Sobho Shaam Thi Payal
Aj Phir Tere Hi Naam Se Payal Mere Is Kalaam Ne Anjam Paya Hai