Azeeb Hote Hai Chahato Ke Silsile
Jis Raste Hum Guzre Har Zagah Dorahe Mile
Tamaam Umr Rahe Manzil-E-Ishk Ki Talaash Mein
Manzil Nahi Mili Par Raste Bahut Mile
Chahato Me Hamari Kami Thi Ya Vo Hi Bewafa Tha
In Sawaalo Ka Kabhi Zawab To Mile
Dhundhlata Nhi Aks Usk Nazro Me Meri Kabhi
Jab Bhi Khud Ko Dhudne Nikle Har Mod Par Vo Mile
Vo Basa Hai Wazood Me
Kuch Is Tarh Ki Naam Kisi Ka Bhi Lu Lekin
Meri Zubaan Par Pahla Alfaaz Uske Naam Ka Nikle
Kabhi Rubaru Mil Jata To Puchti
Usse Beshak Tum Nhi Mile Lekin A “Neer”
Ki Meri Chahato Ka 1 Mukammal Jahaan Mujhe Mile
Na Mangu Khuda Se Fir Zamaane Ki Khushia
Agar Taumr Ki Duaon Ka Sila Mujhe Tujhko Pakar Mile