Ab Naam Mohabbat Ke‚  Iljaam Yeh Aaya Hai
Tum Jo Bhi Saja De Do Sar Humne Jhukaya Hai
Tumne Hi Khusi Di Thi Tumne Hi Rulaya Hein
Kya Pyaar Mein Socha Tha Kya Pyaar Mein Paya Hai
Ab Aaj Mohabaat Mein‚  Makam Yeh Aaya Hein
Aage Sanam Ki Berukhi Pichein Tanhaai Ka Saya Hai
Tum Jo Bhi Saja De Do Sar Humne Jhukaya Hai