Aajo Jaan-E-Mun Aaj Mere Jisam Se Rooh Tak Sama Jao
Apni Saansoon Ki Mehak Se Meri Saansein Mekha Jao
Jal Rha Hai Jo Mera Badan Mud’dat Se Ishq Ki Aag Mein
Apne Narm Honthon Se Meri Tamnnao Ki Pyaas Buja Jao
Gusaarish-E-Lamha Hai Ke Tinka Bhi Fansla Na Ban Paye
Chod Ke Hayya Lipat Ke Badan Se Sab Durriya Mita Jao
Badh Ke Ishq Ki Rahoon Mein Mere Naam Kar Do Jawani
Apne Mekhmali Jism Ka Mere Badan Ko Ehsaas Dila Jao
Shara Meri Bahoon Ko Apne Husn-E-Jamaal Ka De Kar
Ehsaas Mujhe Aaj Uss Masti-E-Lamhoon Ka Karwa Jao
Roohoon Ki Trah Aaj Do Badan Bhi Ik Ho Jaye Kho Jaye
Apni Chahat Ki Barish Se Mera Tan-Badan Beega Jao