Humne tanhaai mein

zanzeer se baatein ki hai,

apni soyi hui

taqdeer se battein ki hai,

tere Didar ki kya

khaak tamanna hogi,

zindagi bhar teri tasweer se battein ki hai,