Taqdeer ka sar jhuk sakta hai
Insaan k azm e kamil se
Ae haal se ghbrane wale
Mayus na homa homustaqbil se
————
Khusshi se zeher pee lena
Magar faryad mat karna
Badi nemat hai khuddari
ise barbad maty karna
————
Marna to is jahan main
koi haadsa nahin
Is daur e nagawar main
jeena kamal hai
————
Ye duniya gham to deti hai,
sharik e gham nahin deti
Kisi k dur hone se
mohobbat kam nahin hoti
————
Ab kahan jayen
baharon ki tamnna le kar
Dil ka har gham mehekta hai
Gulistan ki tarah
Zeba Ali