— phir bewafa ko dost bana baithe,
uski sadgi se fareb kha baithe,
pathoron se hai apna rishta purana,
phir bhi shishe ka ghar bana baithe…. –
— Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
phir bhi Yaaron Doob raha hun.–
Unko humse muhabbat hone to do,
Phoolon ko tohfa hum denge.
Khwaab aankhoo ko koi sanjone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge
Hai dil main tamanna ye baki abhi,
Ke humpe kabhi wo karange karam.
In saanso pe hai bas ikhtiyaar unka
Bas uski hi khatir hum lete hain dum.
Unki nazare inayat hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.
Naaz hai humko mahboob pe apne,
Koi bhi janha mai us jaisa nahi hai.
Hotho se pila kar jo madhosh kar de,
Aankhon mein uski wo maykashi hai.
Jawan mohabbat ka daraft hone to do,
Phoolo ko tohfa hum denge.