Mujhko yakeen hai sach kahti thi jo bhi Ammi kahti thi..!
Jab mere bachpan ke din the chand pe pariya rahti thi.
ek ye din jab lakho gam aur kaal pada hai aansu ka
ek wo din jab ek jara si baat pe nadiya bahti thi