Mere daman me jo khusiya hai to kya gum hai
Ek tu hai jindagi me to ye duniya bhi kum hai
Wo log jo chahato ko nahi samajhte hai
Ye kasoor unka nahi ye jamane ka brahm hai
______ — – – – – – -_______- – – – – – – ________
Mar ke bhi jeete hai kuch log yaha
Jo agar jeete hai ko jeete hai kaha
Tumne nahi dekha jamane ka dos kya
Mat ja tu udhar ki yahi hai tera jaha
____- – – – -______ – – – – – -______ – – – -______
wo jami hai to mai bhi aasma hu
wo gali hai to mai bhi karwa hu
wo jaye to sahi mere didar bina
wo sahil hai to mai bhi dariya hu
Rok lunga use aur aage kahi na jane dunga
Jakar ke baho me na use sharmane dunga
Jo deedar hoga to sirf nazro se nazro ka
Na huwa jo ye to use hi aag lagane dunga
_____- – – – – – -________- – – – – ________
Ek Farmaish agle din ke liye ……
Mujhse wo ansu nahi dekhe jaate…….COMING SOON TO YOU
raaj.riyaz@gmail.com
09305545817