Kaha naa ….karte hain nafarat apse bahut..
Par jo chahte hain chhupana kyu lete ho jan
Ap na jano ye mumkin nahi toh kya…
Humare samne toh pesh aya karo bankar humse Anjaan….
Hum apko hi chahe ye wada humne kab kia..
Jo apko apni chahat pe hai itna Gumaan….
Areyy…. ab ap rahne hi dijiye
Ab iss suhaane jahan me aur bhi hain,
Jo banana lage hain humare dil ke Mehaman…
Aur ab ..Pahla aur pahla the hamara Arman… Hum batana nahi chahate par the hamari jan…
Ek din me toh dunia ghum jati he..
Aur humari chahat kahati hai
Jo hume chahe raho usase Anjan….
Aur jab koi apno se zyada apna hone lage
To karo use Pareshan….
Aur jab wo manzar aa pahoche..ki koi jee na sake humare binaa…
Toh humari Adayein aur Husn ki shama kahti hai…..le lo usaki JJaann..
Ye kam nahi dilwalon ka, aashiqon ka….
Humse dil milana nahi hai itna Asaan….
Ab ap ye kya soch rahe hain janab
hume samjhana hai sirf humari jaan ke bas ka Kaam
Kaha ho ap ye sochke jeete hain
Kab wo aayenge aur hogi zindgi hum pe Kurban..
Humari dastan toh yahi khatm karte hain ab
Toh kahiye kya banenge ap humari jaan????
Hey…hey…heyy..ye kuch ye wo aur aisa waisa nahi
Kah dete hain isame hain bade Imtihaan………….
Pahla aur pahla ho hamara Arman… Hum batana nahi chahate par ho hamari jaan….
Sapna Singh