“Hum hasathee hai tho wo kehtee hai,
enhee adat hai muskuranee ki,
par thum kya janoo ye tho,
adat hai gum koo chupanee ki!
hamaree asoowo ko dekh kar wo,
keh thee hai ke aap royae hi nahi,
par aap kya janee hum aapki,
yaad mee kithnee ratho see soyee nahi!”
phloo ko pathzad nee loota,
hume loota payar ne,
duniya marathi hai mouth see,
hum ko mara payar ne!
phool daliyoo see alag hoo sakathe hai,
lekin sugand see nahi!
thum muzh see door hoo rahi hoo,
lekin mere dil see nahi!
ye dil uski yaad me ithana bekarar kyo,
jisnee hame bhula diya ,
uska intizar kyo,
jin ki mohabath sachi hoothi ho,
wo kab pharid kar thee hai,
juban se keh nahi sakathe hai,
aankhoo se hi payar karthee hai!
-Akbar