Hi…
I was travelling one day on this bus ride ..a few
months back ..it was a long journey somewhere and i
really didnt know how this came up in my mind but the
words just kept flowin in my senses so i jotted it
down in a paper ..and today i came across that bit of
paper n I thought its time i send this to the shayri
group ppl ….
well keep the shayris comin they are all grt in their
way
i hope u all like this …do send me comments
bye
TC
Tabu
Kalam uthaya hai lekin lafz nahi milthey
Zindegi ke fasane bayan karne ko aks nahi milthey
Bahut kuch hai paya sab kho diya
Aaj bhi tanhayi mein dil ro diya
Kaise mausam they jab mohabaat ke sab rang thy milthey
Ab akelepan mein bas yaadon ke toofan hain milthey
Roke they humne woh pal samay mein kahin
chun leti hun inhein moti samaj kar kabhi
Ho jati hun kabhi zindegi se nazurda kabhi
Tau Beh jati hun in yaddon ke samandar mein kahin
Kash woh pal mere zindegi se mit na jaatey
Par jo chale jaathey hain woh laut kar tau nahi ahthey
Aye machalti hui hawa zara mughe apne saath leja
Kya woh bhi rakhthey hain mughe dil mein
mughe bas itna batla…