Dastoor tha dastak bhi thi aur aap bhi mehfil me the
A dost aap ko kahe bhi kya hum aap mere dil me the
Kar gaye jo karna tha ab un khatao ka kya kare
Lazmi hai kuch to the phool aap ke gulshan me the
Jis tarah se dhal raha hai din ye bhi dhal jayega
Baad me dekhenge kya jab humnashi mil jayega
Dekh lenge jab kabhi bhi ek dagar ban jayegi
Dosti ki wo kayamat ek pal me phool barsayegi
Chahat nahi thi kya kabhi jo dil me dube aap ki
Mil raha hai wo faisala ab to kayamat chhayegi
Ye nazar meri nahi hai ye nazar hai bas aap ki
Shabnabi dikhte hai aap aap pe hi ye bhayegi
Keh raha Riyaz-e-Zaba ye ho ke ye ho jayega
Aap ki sharmo haya jane na kya gul khilayegi
Dharkane hai keh rahi kuch sun lo unki dasta
Dharkano ka kya bharosa jane kab ruk jayengi
By
R i y a z…….a dost that never dies………
raaj.riyaz@gmail.com
09305545817