Aansu ko bohoth samjhaaya tanhai me aaya karo
Mehfil me humara mazaak na udaya karo
Ispar aansu tadapkar bola
Itne logoun me aapko tanha pathe hain
Isliye chale aathe hain…
`
dukh hai dard hai toh dawaa hai dosti,iss ghutan bhari zindagi ki haseen fiza hai dosti.
jo na samjhe uske liye kuch nahi,jo samjhe uske liye khuda hai dosti……
`
Meri zindgi hi mujhe azaab lage,
aankh me ashkon ka sailaab lage.
tere husn ka sani duniya me nahi koi,
chehra tera mujhe khilta gulaab lage.
kya zarurat hai tumhe parde ki,
tere qesu hi sanam tera naqaab lage.
`
humein izhar karna na aaya,
unhein pyaar karna na aaya.
hum bus dekhte hi reh gaye,
aur waqt ko thamana na aaya.
woh chalte chalte itne door chale gaye,
`
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
`
Jyoti Sandhu