Gujranwala agr pyara na hota

Gulshan Iqbal Park ka nizara na hota

Bypass pr ishara na hota

Sialkoti drwazy ka shara na hota

Pace pr janay ka mode dobara na hota

Bashir k dal chawal ka swad krara na hota

sb Sattelite Town Girls Collage ka ksoor hai

wrna Gujranwala ka koi larrka aawara na hota(‘

Geo Gujranwala