Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai..
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar!
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga ke thoda thoda sa rang, baja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
Holi Mubarak!
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara…..
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Apun wishing you a wonderful,
Super-duper,
Zabardast,
Xtra-badhiya,
Xtra special,
Ekdum mast and dhinchak,
Bole to ekdum jhakaas
—Happy Holi–.
Happy holi…Happy holi…Happy holi…Happy holi…Happy holi…
Enjoy…Enjoy…Enjoy…Enjoy… Masti…Masti…Masti…Masti…
Happy holi…Happy holi…Happy holi…Happy holi…Happy holi