Zindagi Meri Mujhe Pariyoon Ki Kahan Si Laghti Thi
Charo Taraf Sirf Hassi Meri Ghunjthi Thi
Yeh Galiyan Bhi Abbh Meri Liye Beghani Ho Gayi Hain
Tanhai Ko Ansu Se Mohabbat Ho Gayi Hain
Woh Zuban Jo Rukhne Ka Naam Nahi Thi Leti
Muskurahat Jo Meri Labhoon Se Nahi Thi Haat Thi
Woh Ankhein Jin Mein Meri Hassi Qaid Thi
Ansu Jinh Ko Meri Ankhoin Ka Pata Maalum Nahi Tha
Aaj Wohi Zuban Khamosh Hai
Aaj Wohi Ankhein Samundar Hai
Dil Mein Jisko Pana Di
Jiske Naam Yeh Zindagi Kar Di
Pechan Jispe Qurban Kar Di
Muskurahat Jiske Liye Chor Di
Woh Khud Aaj Isse Bheerh Mein Kho Gaya Hai
Chura Ke Dil Mera Choroon Ki Tarha Baagh Gaya Hai
Poochti Hoon Aaj Tumse Akh Sawal
Karti Hoon Tujhse Roz Yehi Sawal
Meri Kya Khaatha Thi
Meri Kya Ghalati Thi
Ekh Tujhko He Maangha Tha
Ekh Tujhe He Chaha Tha
Kar Di Hai Yeh Zindagi Naam Tumhare
Hogayi Fanaa‚  Karte Karte Intezaar Tumhare
Utha Tha Jis Dinh Janaza Mera
Rooh Bhi Meri Tujhe Dhoond Rahi Thi
Daafan Hone Se Pehle
Ekh Nazar Baar Ke Dekh Lena Chahti Thi