Zindagi Ki Kitab Haath Me Zindagi Ko Padne Lage
Jee Rahe Te Phir Se Is Zindagi Ko Panno Ko Ultate Hue
Har Ek Panne Pe Dafan Ti Purani Purani Kahaniya
Hare K Lafz Ro Raha Tha Gum Ka Afsana Sunate Hue
Kuch Dard Kuch Zakhm Kuch Apno Ke Kuch Gairo Ke
Phir Se Mehesoos Kiye Who Sab Kuch Ashkon Ko Bahate Hue
Kuch Paya Hi Nahin Humne To Zindagi Se Bas Khoya Hi Hai
Phir Bhi Har Raha Pe Chalte Rahe Hum Muskurate Hue
Aab Tak Gayi Meena Aab Aur Nahin Chala Jata
Vida Karon Hume Oh Dosto Arthi Pe Sajate Hue