Zindagi Ke Labon Per Koyee Paigam Nahi Hai
Apni Kismat Main Chahat Ki Shaam Nahi Hai
Badla Jabse Aadmi Ne Fithrat Ka Chola
Dil Ki Kitab Main Wafa Ka Naam Nahi
Bichad kar Unse Kya Aagaye Hai Hum
Zindagi Ko Kahi Per Bhi Aaram Nahi Hai
Mahaul Is Tarah Bhi Badalte Dekh Rahe
Haat Uthe Hai Magar Juban Pe Salami Nahi Hai
Kahan Doondoge Roja Kafiron Ki Zameen Per
Yahan Eesa-Maseeh Buddha Koyee Ram Nahi Hai