Zindagi Jaise Ekk Saza Si Ho Gaye Hain,
Gam Ke Sagar Mein Iss Kadar Kho Gayi Hain,
Tum Aajao Wapis Yeh Gujarish Hai Meri
Shayaad Mujhe Tumari Aadat Si Hogayi Hain
Ekk Naqaab Sa Chehre Pe Har Kisi Ne Laga Rakha Hain
Aur Dilon Mein Jhaankne Kaa Hunar Humein Haasil To Nahin Hain
Par Aksar Chot Khaayi Hain Malham Lagane Waalon Se Hii
Darte Hain Kahin Aap Bhii Unme Shaamil To Nahin Hai
Chham Se Aa Jata Hai Khayal Unka
Maano Dil Se Kaheh Gaya Naa Ho
Meri Tanhai Ke Shorr Main
Unka Zikra Chahe Ho Naa Ho …
Base Thay Kabhi Tum
Meri Shakl Ke Aaene Main
Dhundhti Hoon Harr Sheeshe Main
Unki Shakal Chahe Ho Na Ho…
Koyi Dil Me Liye Armaan Chala Jata Hain
Koyi Khoye Hue Ausaad Chala Jata Hain
Husnawalo Se Keh Do Ke Na Nikle Bahir
Dekhnewalo Ka Imaan Chala Jata
Zindagi Nay Mujhhay Deeya Hi Kya Hain,
Jo May Tumko Lautadoon
Kuch Gum Aur Tanhayee Kay Siva Mera Paas Hai Hi Kya,
Bataan May Tumko Kya Doon
Har Taraf Khamoshi Ka Saaya Hai,
Jise Chahate Hai Hum Woh Ab Paraya Hain,
Gir Pade Hai Hum Mahobbat Kii Bhukh Se,
Aur Log Kehate Hai Ki Pikar Aaya He.
Mujhse Wo Judaa Naa Ho Jaaye,
Jindagi Kahin Be-Mazaa Naa Ho Jaaye,
Mazaa Aata Hai Pyaar Karne Mein,
Pyaar Mera Kahin Khafaa Naa Ho Jaaye,
Shahar Ki Be-Chiraag Galiyon Mein,
Gum Kahin Manzil Ka Rastaa Naa Ho Jaaye,
Aaj Uunse Kuch Maang Hi Loon Yaaron,
Wo Kahin Kal Be-Wafaa Naa Ho Jayae
Kyon Dil Mein Koi Armaan Nahi
Duniya Itni Veeran Nahi
Har Taraf Ujaale Hai Phir Bhii
Tere Saath Koi Saaya Hii Nahii
Koi Bhi Tera Ho Sakta Hain
Kabhi Tune Apnaya Hi Nahi..
Chand Taron Ka Noor Tuzpe Barse,
Har Koi Teri Chahat Ko Tarse,
Teri Zindagi Mein Aayen Itni Khusi Yan,
Ke Tu Ek Gum Paane Ko Tarse
Tute Hue Pehmane Per Jaam Nahi Aata
Ishq Ke Mareez Ko Aaram Nahi Aata
Ehhh Dil Todne Wale Tune Yeh To Socha Hota
Kii Tuta Hua Dil Kissi Ke Kaam Nahi Aata.