Zindagi Aaj Chu Le Mujhe Ke Tanha Hun Main
Aa Ke Chupa Le Kahin Tanha Hun Main
Barsa Itne Aansun Meri Aankhon Se
Woh Yaad Na Aaye Phir Kabhi
Aa Ke Aaj Tere Bina Tanha Hun Main
Hame Yakeen Dila Ke Bewafa Hai Wo
Jaa Ke Usko Bhee Bata Sabse Bura Hai Wo
Bheegi Zameen Ke Khusbun Ki Tarah
Surkh Hoton Par Aaj Bhee Aik Dua Hai Wo
Hawa Baahar Ke Mere Kaano Main Kehti Hain
Aisa Kisi Aur Ke Saath Bhee Raha Hai Wo
Teri Tasveer Ban Jayen Jis Pathaar Par Mujhse
Meri Duniya Main Bass Aik Hi Khuda Hai Wo
Bebuniyaad Ilzaam-E- Daag Jo Hum Par Bikherta Hai Kehke Bewafaai
Saari Duniya Main Teri Mohabbat Ke Charchon Ne Hi Sikhaya Hai Wo
Sanam Jaanti Hai Asar Nahin Hoga Iska
Jism Aadam Ka Par Dil Se Bana Patthar Ka Hai Wo