Zindaagi Ekk Khel Kee Bisaat Hain Aur Kuchh Nahin
Jissmein Her Khiladi Ko Bilaakhir Maat Hain Aur Kuchh Nahin
Go Ke Badel Nehrain Phool Sabhi Hain Iss Main Mager
Chand Lamhoon Kaa Saath Hain Aur Kuchh Nahin
Kaun Jeeta, Kaun Haara Aur Kia Khoya, Kia Paya
Ik Sawal Kaa Adhora Jawab Hain Khud Faramosh Hoker
Khushian Bantna Bas Yahi Maqsad-E-Hayyat Hain
Karl Khushi Kaa Tha Jo Din Woh Guzer Gaya,
Ab Bas Gam Ke Samnder Main Kali Ik Rata Hai Aur Kuch Nahi