Zikr Us Ka Sahi Bzam Mein Bethe Huwe -ŗnaz-
Dard Kaisa Hi Utha Haath Dil Pe Na Rkhna
Zra Nadan Tha Aye Shama Tuney Jaan Hi Le Li
Ptanga Tha Kahan S e Seekhta Aadabe Mehfil
Zra Bhi Un Ke Chehre Se Pata Nahin‚ ‚  Chlta Dil Ka
Abart Itni Mushikal Hai Hum Tafseer‚  Padhte Hain
Zra Ghar S Nikal K Dekha -ŗnaveed-
Chaman Mein Kis Qdar Pate Jhade Hain
Zehnoon Mein‚  Un K Nachte Hain Nfrtoon K Aks
Jab Walden Ladte Hain Bachoon K Samney
Zkr Jab Chid Gya Qayamt Ka
Baat Pounhchi Teri Jawani Tak
Zahen Pe Kuch Is Trah Utri Hai Yadoon Ki Dulhan
Goonj Shanai Ki Hum Bhi Raat Bhr Sunte Rahe
Zaat K‚  Irafn‚  Goya‚  Yeh Khmyaza Bhi Tha
Agahi Ka Zkhm Gehra Bhi Tha Aur Taza Bhi Tha
Zra Si Baat Brsoon K Taluq Tod Deti Hai
Phir Is K Baad Yun Hota Hai Dil Taqseem Hotey Hain
Zahen K Sarey Drechoon Ko Muqfal Kr Diya
Zabt Ney Mujh S Meri Jadoobyani Cheen Li