Zamaana Mujh Pe Bharosa Karta Hein Kis Liye?
Aam-Insaan Hoon, Baadshah* Nahin Hoon Mein.
(Baadshah = A King)
Udaas* Hone Pe Mujhe Yaad Karte Ho Kis Liye?
Aziz-Dost* Hoon, Hausalah-E-ƒÅ laaj* Nahin Hoon Mein
(Udaas = Depress), (Aziz-Dost = Dear Friend),
(Hausalah-E-ƒÅ laaj = Antidote Of Courage)
Karte Ho Mujh Pe Etbaar Kis Liye?
Raaz-Daan* Hoon, Ham Dardi* Nahin Hoon Mein
(Raaz-Daan = Confidant), (Hum Dardi = Support)
Puch Te Ho Aap Dil-Ka-Johrna Kis Se Aataa Hein?
Aashiq Hoon, SaƒÂ±g Dil* Yaar Nahin Hoon Mein
(SaƒÂ±g Dil = Heartless)
Apne Maahir* Ki Naseehat* Pe Vishwas Karte Hein
Mazhabi-Mureed* Hei, Nastik* Nahin Hei ‘Raj’
(Maahir = Master), (Naseehat = Advice), (Mazhabi-Mureed = Religous-Disciple),
(Nastik = Atheist)