Zakhm Kitne Gehre Hain
Haathon Ki Lakiron Ke.
Aasun Bhi Ab Be Nikle
Inn Be-Zubaan Tasviron Ke.
Himat Bhi Haar Chuki Hai
Khud Apni Hee Choton Se.
Dekh Zindagi Darti Hai
Ab Aane Waali Mauton Se.
Bikhar Gayi Sari Khusiyan
Ab Ujhar Gaya Yeh Registan.
Hua “Asia” Chalni-Chalni
Bikne Laga Sarhad Ka Imaan.