Yeh Guzarish Hai Zamne Se Ki
Meri Arthi Par Phoolon Ki Saugat Na Chadhan
Kyonki Phoolon Se Rishta Kie Guzar Gaya Ek Zamana
Aisa Nahi Hai Ki Hume Nafrat Hai In Phoolon Se
Humne Bhi Ki Thi Muhabbat Kisi Phool Se
Par Hii Ri Kismat Kante To Kante The
Phoolon Ne Bhi Na Koi Kasar Nahi Chodi
Mera Sina Chali Karne Mai
Yeh Chah Nahi Hai Ki
Zamana Sune Meri Dard Bhari Dastan Ko
Bas Yeh Hi Nasihat Hai Muhabbat Karne Walon Ko
Karne Jao Jab Kisi Phool Se Rishta
Aour Katon Se Daman Bhar Jae
To Kanton Ko Bhi Gale Se Lagana Yeh Sonch Kar
Ki Wo Bhi To Lute Hain Kisi Phool Ki Muhabbat Main