Ye To Nahi Ke Gum Nahi
Haan Meri Aankh Nam Nahi
Tum Bhi To Tum Nahi Ho Aaj
Hum Bhi To Aaj Hum Nahi
Ab Na Khusii Ki Hai Khushi
Gam Kaa Bhi Ab To Gam Nahi
Maut Agarche Maut Hai
Maut Se Zist Kam Nahi” Dil Ki Batain‚  Bata Deti Hain‚  Aankhen
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain Aankhen
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo Cheroon Ka Kabhi
Dil Ko Tu‚  Deewana Bana Deti Hain Aankhen
Woh Hum Se Baat Nahi Karte‚  Tu Na Kare
Haal Sara Unke Dil Ka‚  Suna Deti Hain Aankhen
Gham Sada Rehta Nahi‚  Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar‚  Chalka Deti Hain Aankhen
Aata Hai Jab Dor – E – Jawani‚  Tu Ae Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain Aankhen
Ma Na Ke Neend Aati Hai‚  Aankhon Hi Ke Raste
Magar Kabhi Kabar Neend Ura Deti Hain Aankhen
Eesha Shukar Hai‚  Khuda Ne Ata Ki‚  Aankhon Ki Neamat Humain