Ye Kavita Nahi Prem Ka Fashana Hai
Isko Likhne Wal Koi Bahut Bada Deevana Hai
Padhne Ki Takat Ho Jisme Wahi Hath Lagaye Isme
Padhkar Yadi Samajh Na Yaaye Tatpachat
Likhkar Ek Patra Paithaye Is Nachij Ke Naam
Intzaar Me Rahunga Main Karne Ko Aapka Kaam
Agar Hai Aapka Bhi Isme Varnit Jaisa Kuch Haal
Bata Do Mujhse Nahi To Ho Jaoge Behaal’
Main Soch Samajhkar Kuch Kadam Uthaun
Sochu Main Kya Aapka Marg-Darshan Kar Paun
Chahat Rahegi Khushi Milne Aur Bantne Ki
Sang Aakar Mere Tum Bhi Ji Lo Kuch Pal Jeevan Ki
Phir Se Kah Raha Hun Main Yaron Ka Yaar
Ye Kavita Nai Sargam Mastana Hai
Padhne Waalo Ko Bhi Ye Kar Deta Deewana Hai
Aagar Deewangi Se Tum Bach Pao
To Uthkar Ek Kalam Uthao
Kripya Meri Acchaiyon Aur Trutiyon Ko Mujhe Batao.