Ye *Dafa Yunhi Chalne Do, Koi Anjaam Na Do-Â…-Â…
Ek *Wasila -E-Garq De Do, Koi Ilzaam Na Do-Â…..
*Dafa= (Court) Case
*Wasila -E-Garq= Reason For Drowning
Kaafila-E-Dard Chalta Rahe To Behtar Hai-Â…-Â…
Rahoon Mein Rok Ise, Koi Makaam Na Do-Â…-Â…
Mol-E-Wafa To Khuda Ke Bhi Paas Nahi-Â…-Â…
Ban Ke *Saudaai Iska , Koi Daam Na Do-Â…..
*Saudaai= Trader/ Seller
*Baqayaa-E-Zindagi *Benishaan Hi Kat Jaayegi-Â……
Aapna Saath De Ise, Koi Pehchaan Na Do-Â…..
*Baqayaa-E-Zindagi= Bachi Hui Zindagi/ Remaining Life
*Benishaan= Without Any Identification
*Baah Mushkilon Se Sambhla Hai Ye Dil-Â…..
Vo Laut Aaya Na Kahin, Koi Farmaan Na Do-Â…-Â…
*Baah Mushkilon= With Lots Of Efforts
Vo To *Nagmaa-E-Mastaana Mein Gum Hai-Â….
Mere Jaane Ka Use, Koi Paigaam Na Do-Â….
*Nagmaa-E-Mastaana=khushi Ke Geet
Mera Ek Hi *Harf-E-Sad- Talab Hai Mere Yaaron-Â…..
Husn-E-^aman^ Ko, Bewafaa Ka Naam Na Do-Â…..
*Harf-E-Sad- Talab= A Word Describing All Desires
Ye Dafa Yunhi Chalne Do, Koi Anjaam Na Do-Â…-Â…
Ek Wasila -E-Garq De Do, Koi Ilzaam Na Do