Yahan Ek Khilona Hai Insaan Ki Hasti,
Yahan Par To Jeewan Se Hai Maut Sasti,
Yahan Ruh Bikti Hai Azaar Bankar,
Yahan Jism Sazte Hain Bazaar Bankar,
Yahan Pyaar Hota Hai Vyapaar Bankar,
Ye Duniya Agar Mil Bhi Jaye To Kya Hai,
Bina Pyaar Ke Ek Pal Bhi Jeena Yahan Saja Haia