Woh Shair Banana Kya Janein
Woh Kafia Milana Kya Janein
Woh Jo Hamari Tareef Sey Jaltey Hein
Khud Apni Tareef Karana Kya Janein
Jin Key Apney Pass Kuch Na Ho
Woh Kisi Ko Dena Kya Janein
Woh Jo Jaaam Bhi Sakee Sey Peetey Hein
Khud Jaam Uthana Kya Janein
Woh Jo Bey Wafai Ki Shikait Kertey Hein
Khud Wafa Nibhana Kya Jaanein
Woh Jo Nigahon Mein Hi Chubtey Hein
Dil Mein Samana Kya Janein
Un Sey Keh Do Ja Ker Yeh Awais
Woh Hamari Ehmiat Kya Janein