Woh Ajanbi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Na Jaaney Chupke Se Kya Dil Ko Keh Jaata Hai
Woh Ajnabi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Jab Aankh Khulti Hai To Kuch Nazar Nahin Aata Hai
Bus Mein Aur Mera Akela Pan Baaki Reh Jaata Hai
Woh Ajnabhi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Uuski Ankhoon Mein Dil Se Jahank Bhi Nahin Paatey Hain
Ajeeb Si Kashish Hai Ussmein Jis Mein Hum Duub Jaate Hain
Woh Ajnabi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Mann Ussey Deekhna Ko Har Aik Pal Tadapta Rehta Hai
Per Khuwab Tutey Hi Ankhoon Se Ujal Ho Jaata Hai
Woh Ajanbi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Aik Chamak Hai Usski Ankhoon Mein Woh Ankhoon Se Bolta Hai
Hum Hi Naadan Hain Jo Ankhoon Ki Zabaan Nahin Jante Hain
Woh Ajanbi Sa Chehra Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai
Khuwaab Se Nikal Per Woh Haqiqat Ban Jaaye Dil Chahta Hai
Per Woh Haqiqat Ho Ya Khuwaab Har Roop Mein Bekaraar Kata Hai
Woh Ajnabhi Sa Chehra‚  Rooz Khuwaboon Mein Aata Hai